Online shopping krna sahi hai ya galat ?
Dosto aj mai apko bataunga ki online shoping karna galat ya sahi
Aj ki busy life me rojana mall ya koi dukan me shoping krne keliye time nahi milta to koi aise honge jo free mai bahut sare dukan ya mall pe gumakr apni pasand ki shoping karte hai kabi kabi apne pasand ki milti hai lekim apne pass utna buget nahi milta yahi kuch karno se apki shoping cancel hoti hai
Online shoping karke bahut sare fayde milte hai jo apke budget me apki pasand ki shoping kar sakte hai
Online shoping karke bahut sare fayde
1) ache barnd ki
2)apke butget me
3)apka time bachati hai
4)apke ghr pe mil jati hai ya office ke address pe
5)apki choice me le sakti hai
6)apko pasand nahi aai to ap vapis kar sakte ho
Ye sare fayde hote hote esase apko apke city me kuch khojne ki jrurat nahi hai
Ab ap online shofing ka nuksan
1)jo dikhate vaise jadatr hote nahi hai
2)apko dilivary charge hoga
3)shoping return ka time hota hai usme ap return kr sakte hai
4) apko ya online shoping karna pata hona chahiye
Ye sare apko pata hona chahiye eske ye normal nuksan hai apko big bacht keliye ap online shoping kr sakte hai
Online shoping ke apps
Online shoping krne keliye apko sahi app chuna jaruri hai
1) amazon
2)filpcart
3) ebay
Dosto apko ye post apko kaise lage jarur batana
No comments: